islam
khwab mein Khatmal dekhna
Khatmal ki dalaalat kamzor dushman par uar us ka itlaaq bewafa fauj par hota hai.
1. khatmal dekhne ki taabeer gham o hazan hai aur ye kamzor mard par bhi dalaalat karta hai.
2. kisi ne dekha ki khatmal us ke paas aakar us par haawi ho gaye hain toh taabeer hai ki shareer qaum se us ko gham wa andwa shanaat pahunchegi.
3. kisi ne khud ko dekhna khatmalon ke saath mazawalat karta hai toh ye daleel hai ki kamzor zaeef insaan ke saath maashiyat akhtiyar karega.
4. kisi ne khwab main dekha ki khatmal us ke muh main daakhil ho kar us ke pait main pahunch gaya toh daleel hai ki koi kamzor shakhs us ke paas daakhil hoga jis se us ko munafaat aur thodi se khushi haasil hogi.