islam
khwab mein Gufa (ghaar) dekhna
Khwab main ghaar darne wale ke liye aman ka paigham hota hai.
1. agar koi khwab main khud ko dushman se bhagta hua dekhe yahan tak ki woh ghaar main dakhil ho jaye toh us main ishara hai ki woh dushman se aman main hoga. farmane khudawandi hai “dau main se dusra jabki woh daunon ghaaro main the” (albtta) ghaar ka lafz ghyerat se hai jesa ki raagh ka lafz roghaan se hai jabki us ke haroof ko ulat kar diya jaye. basa awaqat khud main ghaar dekhna doston ke naseebe par dalaalat karta hai abu bakar siddeeq radi allah taala anho aur rasool allah sallallahu alayehi wasallam ke qisse par qayas karte hue.
2. agar koi aadmi khud ko pahad ki ghaar main dakhil dekhe toh woh baarish ya kisi bade admi ke saath makar karega.