islam
khwab mein lak dekhna
Lak
Hazrat ibn seereen rahmatullah aalyeh ne farmaya hai agar koi khwab main dekhe ki us ke paas lak hai daleel hai ki kisi kameena se us ko nafa haasil hoga aur dekhe ki lak ko aag par rakha hai aur dhuwan nikalta hai dalee hai ki us kaam o naam neki ke saath mulk main mashoor hoga aur agar dekhe ki lak khaya hai toh gham naak hone par daleel hai ki aur agar dekhe ki churi us ke haath main hai aur us ko lak ke saath jod kar mazboot karta hai daleel hai ki dau daana aur parsa shakhson main sulah karayega.