Our website is made possible by displaying online advertisements to our visitors. Please consider supporting us by whitelisting our website.
islam

khwab mein Gaisu dekhna


1. hamila aurat ke liye jawaba ki dalaalat babarkat baita paida hone par hoti hai.

2. khwab main gyso apne sar main dekhna maal milne ki alaamat hai.

3. aur gyeso ki dalaalat bandi par bhi hoti hai.

4. khwab main aurat ke gyso ka lamba hona raees hone wala baita paida hone aur khushal saal ki alaamat hai.


5. khwab main aurat ke balon ka ghana hona ayesa amal karne ki daleel hai jis se shohrat hua aur agar un ko log dekhe toh ye us ki ruswai ki daleel hai.

6. khwab main aurat ke balon ka siyah hona us ke shohar ki haalat ki durustagi aur shohar ke haan uski izzat ki daleel hai.

7. agar kisi aurat ka shohar har ghaaib ho aur woh khwab main apne sar ko be parda dekhe toh ye uske shohar ke wapis na lotne ki alaamat hai.

8. aur agar shaadi shuda na ho toh ye aainda kabhi bhi nikah na kar sakne ki taraf ishara hai.

9. khwab main aurat ka apne balon ka bahut zyada chamakdaar dekhna shohar ke maal se ghani hone ki alaamat hai.

Related Articles

Back to top button
error: Content is protected !!