Our website is made possible by displaying online advertisements to our visitors. Please consider supporting us by whitelisting our website.
islam

khwab mein Shirkat karna

1. khwab main shiraakat dekhna saroor ki alaamat hai. aur baaz martaba shiraakat dalaalat karti hai allah taala se darne par bayeat, duniyawi munafa par. aur faqeer aadmi ke ghani hone par bhi dalaalat karti hai bashartika shiraakat apne se unche aadmi ke saath ki ho, agar meeras milne ki ummeed thi woh bhi haasil hogi, aur us ke maal main bhi shareeq hoga.


2. aur jis ne dekha ki us ke saath koi maaruf aadmi shiraakat kar raha hai toh us ki taabeer ye hai ki kisi naa maalum maamla main shiraakat karega khaas muhabbat aur ayeefaye ahad par dalaalat karti hai.

Related Articles

Back to top button
error: Content is protected !!