Our website is made possible by displaying online advertisements to our visitors. Please consider supporting us by whitelisting our website.
islam

khwab mein Chakawak Phool Chakawak (sikhab) dekhna

sirkhab ek parinda hai. khwab main iski taaweel farzand ya ghulam hai. agar khwab main dekhe ki usne qabra (sirhab) pakdha hai ya kisi ne usko diya hai. toh daleel hai ki us ke ghulam ya farzand aaega. agar nar hai toh ghulam ya beta hoga agar maada hai toh ghulam ya ladhki hogi.


hazrat ibraheem kirmani rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki qabra khwab main ek mard sheereen sukhn, ghareeb, kam aawaaz aur charp zabaan hai. agar koi khwab main dekhe ki usne qabra pakdha hai ya kisi ne usko bakhsha hai toh daleel hai ki uski aese aadmi se suhabat hogi.

Related Articles

Check Also
Close
Back to top button
error: Content is protected !!