islam
khwab mein eid dekhna
Hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki agar dekhe ki qurbani ki eid hai daleel hai ki us ka kisi aqal mand se kaam padhega aur agar ramzan shareef ki eid dekhe toh daleel hai ki us ki sohbat kisi aabid aur zaahid se hogi aur us se deen ka nafaa haasil karega.
hazrat ibraheem kirmani rahmatullah alayeh ne farmaya hai agar koi dekhe ki eid hai aur log ban sanwar kar nikle hain daleel hai ki agar qaidi hai toh khulasi paega aur agar ahal izzat aur sharaf se hai toh martaba aur zyada hoga.