islam
khwab mein Jharoo dekhna
Hazarat ibne seerin rehmatullah aleh ne farmaya hai ke jharoo khwab me dekhna khadim aur khidmat gaar hai aur raat me aur raat me jharoo khadim hai – jo ki chizo ka takazaa karta hai’ agar dekhe ke ghar me jhadoo deta hai to us ka maal zaaya hoga’ aur agar dekhe ke kisi ke ghar me jhadoo deta hai to daleel hai ke kisi ka maal us ko pahuchega – khaas kar agar dekhe ghar me jhadoo dekar khaak ko apne ghar me le aaya hai.
Hazarat jaafar saadik rehmatullah aleh ne farmaya hai ke khwab me jhadoo ka dekhna 3 wajah par hai.
1. Awwal khadim.
2. Daum munf-at.
3. Saum logo ki chizo ka takazaa us ko pahuchega.
Hazarat jaafar saadik rehmatullah aleh ne farmaya hai ke khwab me jhadoo ka dekhna 3 wajah par hai.
1. Awwal khadim.
2. Daum munf-at.
3. Saum logo ki chizo ka takazaa us ko pahuchega.