Our website is made possible by displaying online advertisements to our visitors. Please consider supporting us by whitelisting our website.
islam

khwab mein Keery dekhna

Keeri

hazrat ibn seereen rahmatullah alayen ne farmaya hai agar khwab main dekhe ki keeri ko us ke mausam main khaya hai daleel hai ki us qadar kuch cheez ranj aur mashaqqat se haasil karega lekin us main payedari hogi.


hazrat ibraheem kirmani rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki agar dekhe keeri khata hai daleel hai ki gham naak hoga aur agar dekhe ki us ne keeri farokht ki hai ya kisi ko di hai aur us main se khaai nahin hai daleel hai ki us ka gham kam ho jayega aura agar keeri gosht ke saath pakaai hai toh bahtar hai. gauk yani maindak aur chhipkali ki taabeer harf daao main mushrah taur par bayan ki jayegi.

Related Articles

Back to top button
error: Content is protected !!