Our website is made possible by displaying online advertisements to our visitors. Please consider supporting us by whitelisting our website.
islam

khwab mein Shayer dekhna

1. khwab main shaair dekhna daleel hai aam taur par kalaam main khalat malat karne, amar balmunkir, nahin an almaaruf ki. neez ye shakhs jhoota daawa karega. aur baaz martaba us ki taabeer zina, sharaab noshi, aur maal main taawaan hoti hai.


2. agar sahibe khwab ne khwab hi main shaair sun kar yad kar liya toh dekha jaaye ki woh shaair kesa hai? agar hukumat, toh hyd, ya nabi sallahu alayehi wasallam ki madah par mushtamil hai toh ilm, hidayat aur mansoob jaleel haasil hoga. yahi taabeer us soorat main hai jab raai khwab main shaair ban gaya.

3. khwab main shaair dekhna ayese gumrah shakhs ki daleel hai jo ayesi bataein kahta hai jin par khud us ka amal nahin.

Related Articles

Back to top button
error: Content is protected !!