Our website is made possible by displaying online advertisements to our visitors. Please consider supporting us by whitelisting our website.
islam

khawab me lypna

Lypna
1. us ki dalaalat mandarja ashiya par hoti hai daaimi izzat o mansab azwaaj aulaad ki haalat ki bahtari ilm o amal deen par saabit qadmi achhi shohrat amraaz se chutkara kapdon ke naye jode aur darakht maahidaat waghaira aur chuna lagane ki bhi yahi taabeerein hain.


2. mazkura kaam ahale zahad wa arbaab taqwa ke haan dekhne ki taabeer maale haraam aur mushtaba maal ke saath mulaqaat hone bidaat ke irtakab karne aur sunnat se ghafil hone aur deeni maamlat main munafaat karne se ki jaati hai.

Related Articles

Check Also
Close
Back to top button
error: Content is protected !!