Our website is made possible by displaying online advertisements to our visitors. Please consider supporting us by whitelisting our website.
islam

khwab mein Jima Karna

1. Kisi ne khwab me dekha ke wah apne aap se jimma kar karta hai to ye fizul kharchi aur ghar ki mahrum aurat se sauhabat karne ki daleel hai.

2. Agar dekhe ke kisi bachche se jimma karta hai to daleel hai ke wah musibat se dochaar hoga.


3. Agar dekhe ke kisi aurat se jimma karta hai aur wah us aurat ko pahchanta hai aur wah aurat haseen-o-jameel aur jeenat karne wali hai to ye kher khasir malne ke daleel hai.

4. Khwab dekhe ke wah apne bhai ya dost se jimma karta hai to ye dost ke dushmani ki daleel hai ‘ aur bhai wagerah se use mussarat pahuchane ki alaamat hai.

5. Jo dekhe ke wah apni waaldah se jimma karta hai to ye baap ki adaawat dushmani ki daleel hai.

6. Kisi mayyat se jimma karna uski maut ki daleel hai.

Related Articles

Check Also
Close
Back to top button
error: Content is protected !!