Our website is made possible by displaying online advertisements to our visitors. Please consider supporting us by whitelisting our website.
islam

khwab mein Gaal (Rukhsar) dekhna


Hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main rukhsar wa roshnai aur aadmi ke liye buzurgi hai aur agar khwab main dekhe ki us ka rukhsar pakeeza aur surkh hai daleel hai ki logon main roshnai hoga aur agar dekhe ki us ka rukhsar siyah ya zard hai us ki taaweel awwal ke khilaf hai.


hazrat ibraheem kirmani rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki rukhsar khwab main logon ki aaraish aur ghar ka malik hai aur agar jhulsa hua rukhsar dekhe toh sahibe khana ke liye behtari aur neki ki daleel hai.

hazrat jaafar sadiq rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main rukhsar dekhna haal ki behtari aur aadmi ki khushi ki daleel hai aur bura rukhsar gham wa andwa aur beemari par daleel hai.

Related Articles

Check Also
Close
Back to top button
error: Content is protected !!