islam
khwab mein kaman karoha dekhna
Kaman karoha ek qism ki kaman hai hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main kaman karoha ka dekhna badshah ka kaam gham wa andwah ke saath hai aur agar kaman us ke haath main hai aur us se topi girai hai daleel hai ki kisi ko buri baat kahega aur gaali dega.
hazrat ibraheem kirmani rahmatullah alayeh ne farmaya hai agar dekhe ki us kaman se logon ki topiyan utarta hai daleel hai ki logon ko satane ke baash ghamnak hoga aur agar dekhe ki us ki kaman karoha tooti hai ya zaaya hui hai daleel hai ki kisi ko dukh na dega.