islam
Khwab mein Kharish (Khujli) hona
Kharish tan jism ki kharish hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai agar khwab main dekhe ki us ke jism par kharish zaahir hui hai daleel hai ki apnon ki talab karega aur un ke liye gham wa anwah khayega.
hazrat ibraheem kirmani rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki jism ki khujli khaweeshiyon aur ahle bait ke ahwaal ki justaju aur un ke liye gham wa ranj uhtana hai.
hazrat jaafar saadiq rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki agar jism ki kharish takleef de toh is ko apnon se zahmat hogi.