Our website is made possible by displaying online advertisements to our visitors. Please consider supporting us by whitelisting our website.
islam

khwab mein Zanboor Kalbateen dekhna

Kalbateen lohe pakdne ka auzaar yaani zanboor hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main zanboor khadim hai ki khubi ke saath badshah ke haath se maal nikalta hai aur logon par kharch karta hai agar dekhe ki us ke haath main zanboor hai daleel hai ki us ko maal aur nemat ka ashool hoga aur agar dekhe ki us ka zanboor zaaya hua hai daleel hai ki zarar aur nuqsaan us ko pahunchega.


hazrat ibraheem kirmani rahmatullah alayeh ne farmaya hai agar dekhe ki us ne zanboor ke saath koi cheez aag main se nikali hai daleel hai ki usi qadar badshah se raahat payega.

Related Articles

Back to top button
error: Content is protected !!