Our website is made possible by displaying online advertisements to our visitors. Please consider supporting us by whitelisting our website.
islam

khwab mein Gawayya dekhna


Hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki agar dekhe ki gawayya kuch gata hai aur tarane gata hai daleel hai ki haraam cheezon ki taraf maail hoga aur jab woh koi dhol o tabla aur us ki mishl koi aru saaz baja raha tha gham par daleel hai aur khwab main gawayye ka kaam karna khair o munafaat hai maabbir khwab bayan karne wala chahiye ki koi ayesa mard ho jese qaazi aur mufti aur waaz kyon ki ye teenon qawi main sahibe gir ya aur zaari hain aur taabeer main fasaad par daleel hai.

Related Articles

Check Also
Close
Back to top button
error: Content is protected !!