Our website is made possible by displaying online advertisements to our visitors. Please consider supporting us by whitelisting our website.
islam

khwab mein Kamzoori dekhna


1. khwab main kamzori biadaari main quwat ki alaamat hai chunancha kisi ne khwab main khud ko kamzori paya toh ye taabeer hai ki baidaari main mazboot hoga.

2. baqaul baaz mabreen khwab main khud ko kamzor dekhna deeni kamori aur allah taala ke farz karda ahkaamat main susti karne ki daleel hai aur baaz ahale ilm ka kahna hai khwab main badani kamzori baidaari main nikah par sabar na kar sakne ki alaamat hai baqaul allah taala “insaan ko kamzor paidaaish kiya gaya hai.” baaz dafaa khwab main zaeef hona baidaari main gham o hazan main mubtala hone ki taraf ishara hota hai.

Related Articles

Back to top button
error: Content is protected !!