islam
khwab mein Khelna dekhna
Hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main nard ke saath khelna kaare baatil aur duniya ka fareb hai agar koi khwab main dekhe ki woh nard se khelta hai aur muqabil par ghalib aaya hai daleel hai ki behuda kaam aur fareb se kisi ghalib aayega aur agar dekhe ki mukhalif us par ghalib aaya hai toh us ki taaweel awwal ke khilaaf hai.