islam
khwab mein lobia dekhna
Ek sabzi hai
lobia ek qism ki sabzi hoti hai hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki khwab main lobia agar apne mausam par dekhe toh achha hai aur agar be mausam pukhta ya khaam dekhe toh gham wa andwah par daleel hai.
1. khwab main lobia dekhna gham aur khushk lobia dekhna saroor khushali ke saath badhne wale maal ki alaamat hai.
2. kisi ne dekha ki us ke baal lobia ki tarah ho gai hain toh ye maal ki kami ki taraf ishara hai is liye main qillat ka maada hai.
3. sabz bala qila rizaq libas aur taharat ki daleel hai.
4. ba qila ke baab main us ki nuqsaan guzar chuki hai.