islam
khwab mein Shahadat dekhna
Hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki agar dekhe ki woh koi sachchi gawahi zaahir kar raha hai daleel hai ki ghamon se nijaat paega aur us ki aaqibat mahdood hogi.
hazrat jaabir maghribi rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki agar maslah hai aur dekhe ki koi sachhi gawahi adaa kar raha tha daleel hai ki maut ke waqt shahadat paega. aur agar sahibe khwab mufeed hai daleel hai ki tauba kare ga aur gunah se paseeman hoga aur agar khwab dekhne wala mushrik hai toh daleel hai ki musalman hoga aur us ki aaqibat bakher hogi.