islam
khwab mein Shangraf dekhna
Hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai ki shangraf khwab main gham o andwa hai agar dekhe ki us ke paas shangraf hai daleel hai ki andwa paega aur agar khwab main dekhe ki shangraf khaai hai daleel hai ki beemar hoga aur agar khwab main dekhe ki us ne shangraf se koi tasweer banaai hai daleel hai ki duniya ke khel main mashghool hoga aur us par fareefta hoga. aur agar khwab main dekhe ki shangraf se kuch likha hua hai agar quraan majeed ya dua ya tauheed ki baat likhi hai toh neki par daleel hai ki aur agar us ke khilaaf hai toh nuqsaan par daleel hai.